Kehte hain yeh faasle pyaar aazmaate hain
Yahi faasle milne ka maza barhaate hain
Pyaar karne waale door ho kar bhi paas hote hain
Milein chahe kitna bhi, deedaar k pyaase rehte hain
Roz mil kar bhi kuch ankaha rehne dete hain
Yahi to phir aage milne k bahaane bante hain

No comments:
Post a Comment