Kya karoge tum is dil pe waar
Pehle se jis k hain tukde hazaar
Jaise tum aaye ho
Koi aur bhi aaya tha
Jo waade tum laaye ho
Waade woh bhi laaya tha
Jaise woh chala gaya
Tum bhi chale jaoge
Dil yeh pehle bhi tuta hai
Tum is ko aur tod jaoge
Na us se kiya tha koi gila
Na tum se karenge shikwa
Khush raho tum sada
Yahi karungi main dua
Tanha hi kaatna hai safar
To tanhaayi se ab kya darr
Kya karoge tum is dil pe waar
Pehle se jis k hain tukde hazaar
Pehle se jis k hain tukde hazaar
Jaise tum aaye ho
Koi aur bhi aaya tha
Jo waade tum laaye ho
Waade woh bhi laaya tha
Jaise woh chala gaya
Tum bhi chale jaoge
Dil yeh pehle bhi tuta hai
Tum is ko aur tod jaoge
Na us se kiya tha koi gila
Na tum se karenge shikwa
Khush raho tum sada
Yahi karungi main dua
Tanha hi kaatna hai safar
To tanhaayi se ab kya darr
Kya karoge tum is dil pe waar
Pehle se jis k hain tukde hazaar